Pashu Aahar, jaisa ki naam se hi pata chal raha hai, pashu aahar yaani ki pashuon ko 24 ghante mein diya jaane wala aahar. Yeh aahar pashuon ko avashyak poshak tatva, protein, Minerals, carbohydrate, aur vitamin yukta uchit anupaat aur matra mein diya jaane wala aahar hai jo pashu ki growth, swasthya, jyada doodh utpadan, aur prajanan ko banaye rakhta hai Aisa hi gunvatta yukt Time Zee Pashu Aahar hai jo pashuon ko smpoorn poshan Pradan karta hai.
Pashuon ko sahi pashu aahar dena bahut mahatvapurn hai. Dekha jaaye toh inka mukhya bhojan chaara hai. Lekin chaare se pashuon ko sabhi poshak tatva nahi mil pate hain. Pashuon ke aahar mein kai poshak tatvon jaise- carbohydrate, protein, Minerals, and, Vitamins adi shamil hona chahiye isliye sbhi pashupalako ko apne pashon ko Time Zee Pashu Aahar khilana chahiye jo in sari jarurat ko poora krta hai.
Ek research mai paya gya hai ki hamare adhiktar kisaan bhai aksar pashu aahar mein pashuon ko keval sarson ki khal khilate hain. Jab sarson ki khal khilate hain toh protein adhik hoti hai aur energy kam ho jaati hai. Toh kabhi woh pashu ko keval anaaj khilate hain toh energy adhik aur protein kam ho jaata hai. Dono dashao mein di gayi adhik protein and adhik energy se pashuon ke dugdh utpadan aur sharirik vriddhi mein koi laabh nahi hota.Vhi jb kuch kisan bhaiyo ne apne pashuo ko Time Zee Pashu aahar khilana suru kiya to pashuon ke doodh mai vradhi or kisano ki aay bhi bad gyi jisse kisan kafi khush hai.
Pashuon ko Balanceed Pashu Aahar Kyun Dena Chahiye?
- Bahut Si Ghatak Bimariyon se Bachata Hai: Sahi pashu aahar kai ghatak bimariyon se pashu ko bachata hai.
- Sahi Vikas Hota Hai: Santulit Pashu aahar khilane se pashu ka sahi vikas hota hai.
- Dugdh Utpadan Kshamta Badhti Hai: Santulit Pashu aahar se pashuon ki dugdh utpadan kshamta bhi badhti hai.
- Prajanan Kshamta Badhti Hai: Prajanan kshamta bhi santulit poshak tatvon ke saath badhti hai.
Pashu Aahar Mein Avashyak Poshak Tatva:
- Carbohydrate: Pashuon ki urja ka mukhya srot hai.
- Protein: Pashuon ke sharirik vikas ko banaye rakhne ke liye avashyak hai.
- Vasa (Fat): Fat sharir mein avashyak vitamin ko avashoshit karne mein madad karti hai.
- Vitamin: Pashuon ke sharir ko swasth rakhne ke liye avashyak hai.
Bharat ka Sarvashreshth Pashu Aahar:
Bharat mein kai companyon ke pashu aahar uplabdh hain. Jismein se Time Zee ke Pashu Aahar kifayati daam par uplabdh hai. Jise kisaan bhai ghar baithe hi hamare diye gaye number pe call karke pata kar sakte hain. Time Zee ka Premium aur Santulit Pashu Aahar pashuon ko avashyak poshak tatva pradan karta hai. Yeh aahar pashuon ko adhik utpadak banane aur swasth rakhne mein madad karta hai. Time Zee ke pash 4 tarah ke pashu aahar hai jaisa ki niche diye gye hai aap niche click krke sbke bare mai details mai jankari prapt kar skte hai.
Time Zee Pashu Aahar ko apne pashuon ke aahar mein shamil karke, kisaan apne pashuon ko santulit poshan pradan kar sakte hain jo unke swasthya aur utpadakta ke liye atyant avashyak hai.
Adhik Jankari ke liye aaj hi hume call karen +91 96951 95000 or aap hmari Whatsapp seva se bhi jud sakte hai https://api.whatsapp.com/send/?phone=916393045488&text=Hii
Apne Zila ya Tehsil istar par hmare distributor ya dealer bnne hetu aaj hi hume Sampark Kare +91 96951 95000
Tags : Best Pashu Aahar in India, Cattle Feed,Cow Pashu aahar